Diljale (1996)
Music: Anu Malik
[C]Ho nahin sakta, [D]ho nahin sak[G]ta
[G]Kisi k ishq main khud [Em]ko, mitaa lun [G]hunnn uunnn
[Em]mmmm [Em]mmmm
[C]ho nahin sakta, [D]ho nahin sak[G]ta
[G]Mere khaabon mein jo lad[D]ki hain, sachmuch [G]ho nahin sak[D]ti
Mere khaa[C]bon mein jo ladki hain sachmuch ho nahin sak[G]ti
[G]Kisi ko bhi main khaabon [Em]mein basa loonn[G]uuunnnn
[Em]hmmmm [Em]mmmm
[C]Ho nahin sakta, [D]ho nahin sak[G]ta
(Antara 1)
[G]Is dil k kagaz pe, khaa[C]bon k rango se, jhal[D]kee jo tasveer [G]hain
[G]Hoton mein kaliyaan hain, [C]haatho mein saagar hain, zul[D]fon mein zanzeer [G]hain
[G]Dilna[F]sheen hain wo, wo naz[G]neen, [G]saari [F]duniyan mein sabse [G]haseen
[G]Jo hain tas[D]veer is dil mein, kahin wo [G]mil nahin sak[D]ti
Jo hain tas[C]veer is dil mein, kahin wo mil nahin sak[G]ti
Aur uske bin kahin dil main laga lunnnn...
hmmmm, hmmmmmm
Ho nahin sakta, ho nahin sakta.
(Antara 2)
Sapno k darpan mein, palkon k chilman mein, mere man mein rahti hain wo
rangat hain, khusboo hain, nagma hain, jaadoo hain, kya kahna kaisi hain wo
mere khaabon ki moorat hain wo, kya kahen kaisi soorat hain wo
Jise dil dhoonde duniyan main kahin wo mil nahin sakti
Jise dil dhoonde duniyan main kahin wo mil nahin sakti
To fir ye dil ki duniyaan mein, sazaa loon ummmm
hmmmm mmmmmmm
Ho nahin sakta, ho nahin sakta